Film director kese bane 12th ke baad?

- durgadas ahirwarUpdated On September 25, 2024 11:49 AM

Dear Student,

Class 12th complete karne ke baad, aap bahut sare tarike se film director ban sakte hain. Sabse common route ye hai ki aap pursue kar sakte hain bachelor's degree in film studies, cinematography, or a related field kisi bhi top film schools in India se. Agar aap formal education na bhi karna chahte ho to koi issue nahi hai par isse aapko valuable knowledge, skills, aur networking opportunities milegi. Iske alawa, aap kisi specialized film course or workshop mein bhi enroll kar sakte hain jo direction par focused ho. Formal education ke alawa, practical experience bhi gain karna bahut zaruri hai. Iske liye aap student films mein kaam kar sakte hain, independednt projects mein volunteer kar sakte hain, ya fir kisi production company ya studio ke saath internship kar sakte hain. Aap ek portfolio bhi bana sakte hain aur industry mein connections bhi bana sakte hain taki aapke fil director banne ke prospect increase ho sake.

- Shivangi AhirwarAnswered on September 25, 2024 11:49 AM
  • 0
  • 0
  • 0

Top